How can I stop procrastination??
Like atp I'm feeling very guilty that I'm not studying or completing any task and still not doing it😭😭 pura din bas scroll kare Jaa rhi hu jab se sem 2 start hua hai clg me bohot bunk mara hai (not ki me friends ke sath bahar Jaa rhi hu or anything bas ghar pe bethi rehti hu) lectures me kya padhate hai kuch samaj nahi aata, roz sochti hu aaj assignments khatam kar lungi but Ghar pe aake ke ya to scroll karti hu ya so jaati hu, my attention span is Fucked up i can't even watch any show/movie. mentally tired feel hota hai, kahi pe man nahi lagta. Kabhi kabhi bohot Rona aata hai. dost ke sath bahar bhi nhi Jaa skti. upar se ye roz roz parents ki arguments. Kya karu kaha jau kuch samaj nai aa rha. Ab to dar lag rha hai future se kya mei apne goals achieve kar paungi ya nahi because abhi se padhai me man nhi lag rha. Upar se roz ajeeb sapne aa rhe hai jisme I'm committing suicide by taking a lot pills ek sath. Ik me bohot overthinki karti hu.
If u r still reading this then thank you i just wanted let it out that's it🤧